FAATAHE KHAYBAR, NAFS E PAYAMBAR, SAAQI E KAWSAR ALI ALI ALI ALI HAIDER (x3) SHAAHE MARDAA’n MOLA ALI HAI’n SHERE YAZDAA’n MOLA ALI HAI’n DEE’n KA NIGEHBAA’n MOLA ALI HAI’n WAARIS e QURA’n MOLA ALI HAI’n SAB SE AALA SAB SE BARTAR SAB SE BEHTAR ALI ALI KAABE ME JAB AAYE HAIDER LEKE MUHAMMAD NIKLE JO BAAHAR KEHNE LAGE KUCH LOG YE AAKAR KAUN HAI YE BATLAAEGA AJDHAR CHEER DIYA AJHDAR KO ALI NE BOLE PAYAMBAR ALI ALI KYA HAI FAZEELAT KYA HAI RUTBA AAWO SUNO MERAAJ KA QISSA ARSH PE POHNCHE PYAARE AAQA JAB AAGHAAZ HUWA BAATO’n KA AAQA NE JAB LEHJA SUNA TO AAGAYA LAB PER ALI ALI LAKHT E ABU TALIB ABDULLAH NAAM ALI KA MASHALLAH YE ASADULLAH YE AYNULLAH MOJIZE ISKE SUBHANALLAH RAAH DIKHAE MURDE JILAAE MAARKE THOKAR ALI ALI AAQA KA FARMAN YEHI HAI MERA WASI TO SIRF ALI HAI HUMNE NABI KI BAAT SUNI HAI HUBBE ALI HI DIL ME BASI HAI GUNJ RAHA HAI HAR AASHIQ KE QALB KE ANDAR ALI ALI BHOOL HAI YE AY SHAYKH TUMHARI LAKH RAKHO KOSHISH TUM JAARI ZIKR E ALI HAI JAAN HUMAARI BANDH HO CHAAHE DUNYA SAARI RUK NA SAKEGA ZIKR ALI KA GUNJEGA GHAR GHAR ALI ALI NAAM E ALI IMAAN BANADE HAR MUSHKIL AASAAN BANADE NOKAR KO SULTAN BANAADE DHARTI KI PEHCHAN BANAADE ISHQ E ALI ME DOOB GAYA TO BOLA QALANDAR ALI ALI ISHQ E NABI IMRAN KA BETA HAI ZEESHAN O KARIM YE MOLA DONO JAHAA’n HAI SADQA ALI KA HUKM PE ISKE CHALTI HAI DUNYA ISHQ E ALI ME BOL RAHE HAI’n MESUM O QAMBAR ALI ALI



کون ہے جو تاب لائے آپ کے اِک وار کی
دھاک بیٹھی ہے دلوں میں حیدرِ کرار ع کی
آپ کی ہیبت سے رن میں ہیں لرزتے شہسوار
لا فتح الا علی ع لا سیف الا ذولفقار۔۔۔

یوں چلی شمشیرِ حیدر ع لشکرِ کفار پر 
داد دیتے ہیں محمد ص بڑھ کے اک اک وار پر 
مرحبا میرے دلاور کہہ رہے ہیں بار بار 
لا فتح الا علی لا سیف الا ذوالفقار

زیب دیتا ہے خدا کو بھی اُسے شمشیر دے 
ایک حملے میں جو لاکھوں کی صفوں کو چیر دے
تیغ ہو جس کی خدا کے دشمنوں پر القہار 
لا فتح الا علی ع لا سیف الا ذوالفقار

بارگاہِ مصطفیٰ ص میں وہ بہادر ہیں علی ع
ایک ہیں پر ایک لشکر کے برابر ہیں علی ع 
مصطفیٰ ص کا زورِ بازو دینِ حق کا افتخار
لا فتح الا علی لا سیف الا ذوالفقار

وارثِ صفین و خیبر کون ہے بن کر کھڑا؟ 
کون دنیا کے یزیدوں سے اکیلا جا لڑا؟ 
آج مظلومِ جہاں کی خامنہ ای ہے پُکار
لا فتح الا علی لا سیف الا ذوالفقار

جو بھی حزب ﷲ کے شیروں سے آ ٹکرائے گا
نعرہِ حیدر ع کے صدقے الٹا منہ کی کھائے گا 
خیبری ہیں حیدری ہیں، ہیں سپاہِ جانثار 
لا فتح الا علی لا سیف الا ذوالفقار

غالیوں کی واہ وا سے ماورا ہے یا علی ع
بندہِ خالص خدائے کبیریا  ہے یا علی ع
ہم غلو کرنے کرانے پر ہیں کرتے بے شمار
لا فتح الا علی لا سیف الا ذوالفقار

حیدر و شاہد پہ مولا ع آپ کی ہو اِک نظر
زندگی مظلوم کی کر دے حمایت میں بسر
دل میں ہو بس مہدیِ آخر زماں عج کا انتظار
لا فتح الا علی ع لا سیف الا ذوالفقار


علی علی مولا علی۔ علی علی مولا

تھا جس کا انتظار وہ شاھکار آگیا، حیدرِ کرار آگیا
جوفے حرم میں حیدرِ کرار آگیا

مولا علی کہ واسطے دیوارِ در بنی
کعبے کو اس پہ ٹوٹ کہ یوں پیار آگیا
حیدرِ کرار آگیا

کعبے سے بُت فرار ہوئے یوں پکارتے
جاگو خدا کا شیر ہے جرار آگیا
حیدرِ کرار آگیا

بولے رسولِ پاک یوں پیشانی چوم کر
میرا جہاں میں وارثِ دستار آگیا
حیدرِ کرار آگیا

کیوں زندگی کا، قبر کا، محشر کا غم کریں
مشکل میں مؤمنوں کا مددگار آگیا
حیدرِ کرار آگیا

اس کی ولاء ضروری ہے جنت کہ واسطے
خُلدِ بریں کا مالک و مختار آگیا
 حیدرِ کرار آگیا

جواد ہے گداگرِ دہلیزِ مرتظیٰ
حیدر سے دان لینے یہ حبدار آگیا
حیدرِ کرار آگیا



MUSKURAO ALI KE DEEWANO MUSKURANE KE DIN AGAYE HAIN LEKE NAAM E ALI MUNKIRON KA DIL JALANE KE DIN AGAYE HAIN JASHN TERA RAJAB KA MANAO MIL KE NAARA ALI KA LAGAO HAY YEH MAHE RAJAB MEHFILON MEI AANE JAANE KE DIN AGAYE HAIN CHEHRA MOLA ALI KA JO DEKHA HANS KE KAABA BUTON SE YE BOLA AGAYA GHAR KA MALIK CHALO AB YAAN SE JAANE KE DIN AGAYE HAIN AAJ JANNAT KHUDA BAANT TA HAY JO BHI MAANGA HUMMEH MIL RAHA HAY ZIKR E HAIDER SE APNE MUQADDAR JAGMAGANE KE DIN AGAYE HAIN JINKA SADKA HAY DUNIYA WOHI AGAYE BAN KE IMRAN KI ZINDAGI AGAYE ARSH WAALE RAHEN KIS TARHA ARSH PAR ASMAAN SE ZAMEEN PAR ALI AGAYE JO ALI KI WILAYAT KA DUSHMAN WO KHUDA KI IBADAT KA DUSHMAN KON ASLI MUSALMAAN HAY YE AZMANE KE DIN AGAYE HAIN AAMAD E MURTAZA HAY BATADO FARZ MOLAIYAT KA NIBHADO GHAR SAJAO ALI KAY MUHIBBO GHAR SAJANE KE DIN AGAYE HAIN JAB SE NAARE ALI KA SUNNA HAY MOO MUNAFIQ KA UTRA HUWA HAY SUNKAY NAAM E ALI SHAIKH JEE KAY DILMILANE KE DIN AGAYE HAIN HAQ HAMARA HAY YE MADHA KHUANI KYU KE HUM LOG HAY KHANDANI FATEMAH AUR ZEESHAN APNA HAQ JATANE KE DIN AGAYE HAIN MUSKURAO ALI KE DEEWANO MUSKURANE KE DIN AGAYE HAIN



aidariyam qalandaram mastam.. x2
banda e murtaza ali hastam.. x2
peshwa e tamaam rindanam..x2
ke sage tue shehr e yazdanam
dum dum sakhi sardaar qalandar mahaan

ali ali ali
mere murshid mere sardaar qalandar saaee'n..x2
ho karam..x2
ho karam humpe fir ek baar qalandar saaee'n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
mere murshid mere sardaar qalandar saaee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Sindh walo ye tumhe chain se sona hai naseeb
shehr e sewan mein hai bedaar..x2, qalandar saee'n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
mere murshid mere sardaar qalandar saaee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Tune lehra diya ghar ghar pe alam ghazi ke..x2
tujhse raazi hai alamdaar..x2, qalandar saee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
mere murshid mere sardaar qalandar saaee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Mera dil kehta hai shabbir bulate honge..x2
laal kehkar tumhe har baar..x2, qalandar saee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Gunjta rehta hai har waqt tere roze par..x2
naraa e , naraa e haidere qarrar, qalandar saee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Hai yaee lashkar e mehdi mein bhi hogi maujood..x2
aapke naam ki talwaar..x2, qalandar saee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
In dhamako ki dhamak se nahi darne wale..x2
tere darbaar ke zawwaar..x2, qalandar saee'n
ghusle mayyat na kehna mere ghusl ko
ujle malboos ko mat kafan naam do
mai chala hu.. mai chala hu ali se mulaqaat ko
jiski thi aarzoo wo ghadi aa gayi

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
mere murshid mere sardaar qalandar saaee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2
Wo takallum ke tarha daalega masti mein dhamaal..x2
jo tujhe dekh le ek baar..x2, qalandar saee'n

ali ali ali ali, ali ali ali ali..x2


Ali Ali Mola Ali. Mushkilen hoti nahi Hain samne mere khadi Hai Padhi Naade Ali, jab bhi zarurat aa padi Isliye shukre khuda, meri zaba ko har ghadi Ya Ali mushkil kusha kehne ki aadat ho gayi Bas yehi aadat hifazat ki zamanat ho gayi Ya Ali Mushkil Khusha Kehne Ki Aadat Ho Gyi.. Bus Yahi Aadat Hifazat Ki Zamanat Ho Gyi. Mil Gayi Is Ghar Baitullah Hone Ki Sanad Khana e Kaaba Me Haider Ki Wiladat Ho Gayi Rang Chehre Ka Uda Jiska Ali Ke Zikr Se.. Bss Samjh Lena Khuda Ki Uspe Laanat Ho Gyi.. Ya Ali Kehke tha soya chain se bistar pa mai.. Band Aankho se bhi quraa'n ki tilawat ho gyi.. Mene darwaze pa likh rakkha hai name Murtaza Mutmain me ho gaya ghar ki hifazat ho gayi Ab nahi soyega bhukha shehre kufa me koi Ho gaya elaan haidar ki hukumat ho gayi Jisne Pala Hai Nabi Ko Usko Kafir Keh Diya Aql ke Andho'n Ye Tauheene Risalat Ho Gayi Zulm ne majboor hokar kaat di aakhir zaba'n Kis qadar misam tere lehje ki haibat ho gayi Roza e Shabbeer Pe Sare Farishte Aa gaye Jab Suna Ki Farsh Par Tameer Jannat Ho Gayi Door Rehne Ka Sabab Hai Majlis e Shabbeer Se, Ilm Bhi kam Ho Gaya Tehzeeb Rukhsat Ho Gayi. Hashr me pohncha me jab naade Ali padhta hua Aayi kaano me sada teri shafa'at ho gayi. Dushmane Haider Tu Apni Maa se ye to puchle.. Kab kahan kaise Amanat me khayanat ho gyi.. Mid.hate Haider ka Safdar ko sila mil hi gya.. Saari Duniya me Hasan Jafar Ki Shohrat Ho gyi...



دم ھمادم علی علی علی مولا دم ھمادم علی علی علی مولا حیدر حیدر حیدر حیدر جلالِ ذالجلال ھے علی علی خدا کا ھم خیال ھےعلی علی بلندیاں یہ دیکھکر پکارا دل میرا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے رجب کی تیرھویں کو یہ بتوں سےکعبہ بول اُٹھا چلو یہاں سے جاؤ اب تھا جتنا رہنا رہ لیا خدا کاھے یہ فیصلہ علی علی ھے جسکا گھر وہ آگیا علی علی نہیں پسند مجھکو تم مجھے تو بس میرا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے مناؤ جشن یہ کہا خدا نے خود خدائی سے ملے ہیں آج مصطفٰےؐ زمیں پہ اپنے بھائی سے نبیؑ کی گود میں علیؑ علی علی جب آئے تو نظر ملی علی علی علیؑ جو مسکرائے تو یہ بولے مصطفٰےؐ علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے نہ جانےکتنےلوگ تھےجو سوسکے نہ رات بھر تھے منتظر بتولؑ کا بنے گا کون ھمسفر ستارا عرش سے چلا علی علی لئے رضائے فاطمہؑ علی علی علیؑ کے در پہ آکے یہ ستارا بول اُٹھا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے مجھے پسند نہیں ھے کسی کی بات کرو خدا کے بعد خدا کے ولی کی بات کرو فرشتوں قبر میں کیسے سوال کیسے جواب اب آگئے ھو تو بیٹھو علی کی بات کرو لئے کتاب ھاتھ میں ھر اک حساب مانگنے فرشتے قبر میں جب آگئے جواب مانگنے میں مطمئن تھاساتھ علی علی ہیں میرےلئےنجات ہیں علی علی فرشتے کچھ نا کہسکے یہ میں نے جب کہا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے یہ دے رھا تھا دار پر بیان میثمِ ولا علیؑ کا عشق ساتھ ھے تو جان کیا زبان کیا ھے حد میرے جنون کی علی علی نا روک پائیگا کوئی علی علی تو جتنی بار پوچھ لے کہونگا میں سدا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے حیدر حیدر حیدر حیدر حیدر حیدر حیدر خیبر میں جب علیؑ کو محمدؐ نے دی صدا سنکر صدا علیؑ نے یہ راہوار سے کہا چل اے مجلی ھمکو بلاتے ہیں مصطفٰیؐ ایسے پہنچ کے تیری مقلد بنے ھوا دوڑا وہ اسطرح کے ھوا کانپنے لگی کہتا تھا ھر قدم پہ مجلی علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ آئینگے کسطرح سے علی بس یہ سوچ کر خیبر میں سبکے لب پہ رواں تھا اگر مگر نظریں جمی ہوئیں تھیں مدینے کی راہ پر کہنے لگے یہ حضرتِ سلمان دیکھکر کیوں دیکھتے ھو راہ تم اتنے دھیان سے وہ دیکھو آرھے ھیں علیؑ آسمان سے واہ کیا بات میرے مولا کی واہ کیا بات میرے مولا کی واہ کیا بات میرے مولا کی پہنچے علیؑ سلام نبیؐ کو کیا ادا پرچم دیا نبیؐ نے چلا شیرِ کبریا مرحب کو اسطرح سے پچھاڑا نہ اُٹھسکا ھر سمت وردِ نامِ علیؑ گونجنے لگا خیبر کا در اُکھاڑکے پھینکا علیؑ نے جب کہنے لگے یہ دیکھکے عاشق علیؑ کے سب واہ کیا بات میرے مولا کی واہ کیا بات میرے مولا کی واہ کیا بات میرے مولا کی من کنت مولا فہٰذا علی مولا من کنت مولا فہٰذا علی مولا علیؑ کا ھاتھ تھام کر نبیؐ نے خم میں یہ کہا بغور دیکھلیں سبھی یہی ھے جانشیں میرا کہا یہ جب رسول نے علی علی ہیں سبکے مولاؑ آج سے علی علی تو جھوم کر ھر عاشقِ علیؑ نے دی صدا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے ذیشان ھو یا رضا ھو سب ہیں تیرے درکے نوکر (مولا) شاہ شمس سچل بھٹائی خواجہ ہوں یا ہوں قلندر ملا ھے سبکو مرتبہ یہ سب ھے بس کرم تیرا وہی بنا ولی کے جسکے لب پہ ورد تھا علیؑ پسند ھے بہت پسندعلیؑ پسندھے مجھے



zikr hamesha krke tera insa'n ke eman ko tola Ali maula .. Tu he aaqa tu he maula Tu he qibla tu he kaba Tu he aza'n hai tu he aqamat Tu he namaze ishq ki niyyat Kehta hai ye sara zamana. Ali maula haidar maula Aake kiya kaabe me ujala Sare buto ko ghar se nikala Noor tha itna 13 Rajab ko Seh nhi paye tere Ghazab ko Badla buto ne apna thikana...Ali maula haidar maula Baat yehi ek raaz thi teri Parde me awaz thi teri Tune nabi se hath milaya Puchne phir Ahmad se aaya Kaisa laga mairaj pe jana..Ali maula haidar maula Ishq tera seene me rakha hai Warna kya jeene me rakha hai Zikr tera pehchan hai meri Teri wilayat jan hai meri Kehti hai dunia tera diwana...Ali maula haidar maula Ahmad ka wasi aaye to her Simt khabar ho Aamad ho agar uski to Allah Diwar Mai dar kardiya Aajao Ali tum koi Hissa banu noorani saf ka Ho jaye deedar Najaf ka Ek dafa to aisa kar loon Dar per tere sajda kr loon Jaldi ab roze pa bulana..Ali maula haidar maula Ishq tera me pass rakhunga Aashiq hu ehsas rakhunga Ye he mere chehre ki chamak Ishq hai tera kab ye fadak hai Cheen nhi payega zamana...Ali maula haidar maula Itni khuda ne izzat de di Faqa kiya to aayat de di Hairat me hen dekhne wale Tere faqe sabse niraale Jannat se aata hai khana ...Ali maula haidar maula Naam Ali ka lena sikhaya Bachpan me ye maa ne bataya Dil Jo akele me ghabraye Jab bhi koi mushkil aaye Naade Ali ko tum dohraana ..Ali maula haidar maula Kehte hen abbaso akbar Itna karam kar dena ham per Rooh Jo nikle jism se bahar Aajana marqad ke andar Dono ko deedar karana ... ali maula haidar maula



Nam Wohi Soorat b Wohi Hai.. Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai.. Iski Raza Uski Merzi Hai.. Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai Arsh Pay Khush Kabay Ka Rab Hai Kabay Mai Bay Jeem Rajab Hai Yeh Keh Kar Dewar Hansi Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai Hakim Hain Yeh Lahu o Qalam Hain Adaam Or Ibn e Adaam Per Dono ki Merzi Chalti Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai Zid Hai Teri BayKar Nusairi Batein Mat Kar Behki Behki Mana Yeh Muhskil hi Bari Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai

Lakh Fazail Iskay Chupa Lay Jitni Chahy Shaan Ghata Lay Teri Muqasir Moat Yehi Hai Yeh b Ali as Wo b Ali jjh Hai Puchy Jab Meraj Pay Sarwar sa Khush Huwy Sun Kar Lehja e Haider Parday Say Awaz Aii Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai Banaya Jis Nay Yeh Zarra Zarra Hai Lafz e Kun Jis Ka Roz Marraa Wo Jis Kay Hatho Nay Khak e Adam Khameer Ki Hai Wo Buss Ali as Hai Jis Nay Dikhaya Toor Pay Jalwa Jis Nay Banaya Neel Mai Rastaa Moosa Kab Wo Or Koi Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Hai Farq Yeh Mohsin Bhool Na Jana Dono Kay Maabain Hai Sajda Aik Khafi Hai Aik Jali Hai Yeh b Ali as Hai Wo b Ali jjh Ha





Daulat teri izaat meri; duniya teri janat meri Sun le sun le o zamanay, hum hein hyder k diwanay Seri duniya tumhari aur hamara Ali Maula Kabay se kion rukh morein gay, Wada kar k kion torein gay Chor rahi hai tu choray duniya, Shia Ali ko kion chorein gay Sab apnay eman ko tolu Dil ki ankhein phir se kholo Duniya walon se kia darna13 rajab hai khul kar bolo Aik Qadam na peechay hatein gay, Ishq e Ali k sath rahein gay Sirf Ali hai Awal o Akhir, Hum tu azanein de k khaein gay Qatl bhi hongay parwa nahi hai, Apna aqeeda badla nahi hai Hyder hyder karty rahein gay, Is pe koi samjhota nahi hai Humko kabhi bhi maat na hogi Zilat apnay sath na hogi Khatam hai apni batein Ali per Is k agay baat na hogi Raaz e mohabat khol rahay hain , Qazn e Khanjar tool rahay hain Maut ka mujhko dar nahi koi Dar se Maisum bol rahay hain Jo bhi hoga dusman e hyder, Har dam hogi lanat us per Dekho malangon ko mat chehro, Kehtay hain ye Sayen Qalandar Maidan Takalum jeet lia hai Duniya ko paigham dia hai Haakim k darbar mein ja kar Zahra ne Eelan kia hai


Ali Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali dekh sun raz e kun wajh e khaleeq e jahan Ali Ali Ali Ali Ali Ali Mola Ali La fatah shair e khuda bus aisa hai Mola mera Ali Ali Mola Ali 13 rajab ko kabay ki taqdeer yun badli gaye jab fatima binte asad kabay ki janib berh pari tab dekh ker maryam yeh manzar eesa sa kehnay lagi tatheer main haq sa Ali ki maan ko kya rutba mila Haq nay ALi ko haq diya hai do jahan kay raaj per saya Ali kay taaj ka hai her nabi kay taaj per khud Mustafa na dekhi ye shan e ALi mehraj per keh guftugo Allah Ali k lehjay main hai ker raha zehnoo main jo na asakay toheed ko woh raaz ali aur ghaib kay parday main hai Allah ki awaz Ali daste Ali daste Khuda yani kay Adam saaz Ali hai kya haqiqat main Ali yeh hashr main khul jayay ga Hajat rawan mushkil kusha aur saaki e kausar Ali shabbar ali Sarwar ali asghar ali akbar ali abbas ali qasim ali hai noor e peghambar ali her noor ki tasweer main haider hai aks e Kibriya wajib khuda na ki hai khud jiski wilayat woh ali chalti hai kul makhlooq per jiski hukumat woh ali waris nabowat ki hai bus jiski imamat woh Ali hub e Ali hai dil main to razi nabi razi khuda dosh e nabi ya arsh ho kaaba ho ya Qruan ho meezan ho ya qambar ho mimber ho ya maidan ho salman ya sulaiman ho ho deen ya eeman ho aisa nahi kuch bhi jahan ho na ali ka tazkira Qawalli jame wila main nara Ali ka mila kay pee munkir ka dil jalay issay aise pila kay pee jam e wila sharab e tahoora sa berh k hai is per nahi hai qaid ja kabay main jakay pee jam e wila nay yeh lal qalandar nay dam ba dam ker kay dhamal wajd main nobat baja kay pee Dhamaal Sayeen Lal qalandar nay hai seewan main kya rung jamaya masto mast nay masti main meesum ka aqida apnaya sag haider kay dar ka banker ghar ghar main haq phauchaya ghazi ka parcham Nam e Ali saray sindh main leh raya hain ghoos ho sab abdal qalandar sab haider kay noker shams bithaye ajmairi jhuktay hain haider k dar per mosa eesa ho ya salman o abuzar hon ya kambar sabka hi wird wazifa hai bus haider haider haider


Ya Ali! Ya Ali! Ya Ali! Murtaza! Murtaza Mil Gaye, Aur Kiya Chahye? Kufr Hay Ager Kahun Dosra Chahye Murtaza Kay Liye Fatima Chahye Yaani Alhumd Ko, Halataa Chahye Boli Haider Kay Lehjay May Bint E Asad Hat Jidaar E Haram, Raasta Chahye Murtaza Aasmano Pey Masroof Hain Boley Salman Aa, Tujh Ko Kiya Chahye? Bolay Aadam Banalun Main Aadam Abhi Ya Ali Apki, Khaak E Paa Chahye Dekho Parda Uthaya To Jalna Nahi Zikr E Mairaaj Hay, Hosla Chahye Zooja E Murtaza Say Tawassul Karen Jis Ko Allah Say, Mashwara Chahye Iqtedaar E Ali, Ikhtiyaar E Ali Sochna Choriye, Manna Chahye Aik Hujrey May Jiski Kati Zindagi Us'say Kese Kahun? Ghar Baraa Chahye Ajar Kiya Dun Takallum Jo Bolay Ali Mene Jhuk Kar Kaha, Bas Dua Chahye Murtaza Mil Gaye, Aur Kiya Chahye? Ya Ali.!




علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ حیدرؑ حیدرؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ حیدرؑ حیدرؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ ==================== نادِ علیؑ پڑھتے رہو نادِ علیؑ پڑھتے رہو جھوم کے تم کہتے رہو جھوم کے تم کہتے رہو نادِ علیؑ پڑھتے رہو جھوم کے تم کہتے رہو ہے یہ ملنگوں کا وظیفہ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== جانبِ کعبہ جو چلی مادرِ حیدرؑ دیکھا زمانے کی نگاہو نے یہ منظر خانہ کعبہ میں بنا ایک نیا در در نے کھلتے ہی کہا ب علیِِؑ ب علی مرحبا شیرِ خدا ب علیِِؑ ب علی مجھ پہ ہوا رب کا کرم آئے جونہی تیرے قدم میرا مقدر بدل گیا ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ==================== وردِ من وردِمن وردِمن علیؑ حرضِ من حرضِ من حرضِ من علیؑ وردِ من وردِمن وردِمن علیؑ حرضِ من حرضِ من حرضِ من علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ علیؑ آقا علیؑ علیؑ داتا علیؑ علیؑ اولا علیؑ علیؑ مولاؑ علیؑ علیؑ اعلیٰ علیؑ بالا علیؑ قبلہ علیؑ کعبہ علیؑ اوّل علیؑ آخر علیؑ باطن علیؑ ظاہر ساقی من علیؑ شافیِ من علیؑ والیِ من علیؑ حامیِ من علیؑ علیؑ صراطِ مستقیم علیؑ ہے آیتِ کریم علیؑ کریم ابنِ کریم علیؑ رحیم علیؑ عظیم علیؑ عظیم علیؑ مشکل کشاء علیؑ حاجت رواں علیؑ دارلشفاء علیؑ قہرِ خدا علیؑ قہرِ خدا ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ جب سے کھلی آنکھ میری ماں نے سکھایا ہے یہی ورد ہے تعویز ہے میرا علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== رب نے جب آدم و حوّا کو زمیں پر بھیجا پھر فرشتوں نے انہے ورد نیا سمجھایا اس وسیلے سے دعا مانگی ہوئی ختم سزا تب یہ آدم نے کہا ب علیِِؑ ب علیؑ ہو گیا راضی خدا ب علیِِؑ ب علیؑ تیرے وسیلے سے خدا رد ہی نہیں کرتا دعا کیوں نا کہوں پھر میں جا بجا علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== نادِ علی آئی محمدؐ کے لبوں پر آئے علیؑ قتل ہوئے مرحب و انتر توڑا جو انگشت سے دروازئے خیبر گونجی میداں میں صدا ب علیِِؑ ب علیؑ دینِ حق جیت گیا ب علیِِؑ ب علیؑ جیت گئی فوجِ خدا تب یہ محمدؐ نے کہا سر ہوا خیبر کا مارکا علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ حیدرؑ حیدرؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ حیدرؑ حیدرؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ ==================== سو بار لے گئی سرِ بازار مفلسی ہر بار میں نے اپنا عقیدہ بچا لیا میں نے پڑھی تھی اپنے حفاظت کے واسطے نادِ علیؑ نے سارا علاقہ بچا لیا ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ وردِ من وردِمن وردِمن علیؑ حرضِ من حرضِ من حرضِ من علیؑ وردِ من وردِمن وردِمن علیؑ حرضِ من حرضِ من حرضِ من علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== ذکر تیرا تیرے ملنگوں کی ہے طاقت مولاؑ تیرا عشق ہے سب سے بڑی دولت کہتی ہے شہباز قلندر کی ریاضت ہوئی پرواز عطا ب علیِِؑ ب علیؑ میں فضاوں میں اُڑا ب علیِِؑ ب علیؑ شمس کا نعرہ تھا یہی دم ہما دم علیؑ علیؑ سارے جہاں میں میرا چرچا علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== عرش پہ جو پہنچے نبیؐ دیکھا یہ منظر حورو ملک اہلِ جناں خالکِ اکبر ایک وظیفہ ہے یہاں سب کے لبوں پر کُن فا یا کُن کی صدا ب علیِِؑ ب علیؑ یہ جہاں خلق ہوا ب علیِِؑ ب علیؑ یعنی کے معراجِ نبیؐ تیری زیارت سے ہوئی کہنے لگے خد یہ مصطفےٰؐ علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== چھوڑا جو فضہ نے حبش ایک دعا کی تخت نہیں چاہیے زہرا(س) کی کنیزی یاد مصلے پہ علیؑ آگئے جونہی ہوگئی پوری دعا ب علیِِؑ ب علیؑ یہ شرف مجھ کو ملا ب علیِِؑ ب علیؑ چاندی بنانے کا حنر ًفرش سے تا عرش سفر ہے یہی فضہ(س) کا خلاصہ علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ==================== کہتے ہیں دنیا سے یہی بوزرو سلمان ٰعشقِ علیؑ ہو تو سند پاتا ہے ایمان قولِ محمدؐ ہے یہی کہتا ہے قرآن دین و دینا کی بٙقا ب علیِِؑ ب علیؑ یہ آزان و کی صدا ب علیِِؑ ب علیؑ صاحبِ ایمان کہیں مظہرو فرحان کہیں نسلوں میں باقی ہے عقیدہ علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیِِؑ ب علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ علیؑ



Jo Ali Tak Na Pohnche Who Kahan Jaye Aur Kis Tak Pohnche? Khuda Ki Qasam Ali Tak Pohncna Wala Hi Khuda Tak Pohncta Hai Ali Arsh Ala Kay Mehwaro Markaz Hain Hamari Takhleeq Ki Wajah Hai Ali Na Khuda Hain Na Bashar Hai Aur Na Hi Farishta Balke Abad Tak EkRaaz Hai Aur Moama Hain Ali Abu Turaab Aur AbulHasan Hain Khuda Ne Mairay Dil Par Ali Likh Diya Hai Yaqeenan Ali Hi Mairay Ameer Hain Ya Ali Is Kainaat Ki Wajah ETakhleek Ap Hain Zameen ParRehtain Huwe Bhi Asmano Ko Rizq Daine Wale Hain Ap Shio n Ki Izzat Wa Sarbulandi Ki Wajah Ap Hai Ap KaNaa Azaan KiRooh Aur Rukn Hai Ap Kay Ilawa Koi Dusra Fatiha KhyberNahi Hai Ali Ya Ali Haider Haider Bad r o Khandaq Ka Fatihe Ali Hain Khuda Ki Qudrat Mutlaq Ali Hain Fatima Nay Dushmano Kay Samne Kahan Ali Haq Hai n Ali Haq Hain Ya Ali Deen Kay Asl Hadaf Hain Ya Ali Kaabe Kay Liye Sharaf Hain Shehanshah e Najaf Ap Hain Ap Kay Siwa Koi Saqie Kausar Nahi Tha Ap Kay IlawaKoi Khyber Ka Shar Nahi Tha Ap Kay Bagair Jis Se Behtar Koi Aur Nahi Tha Ap Kay Siwa Paighambar Ka Koi Jansheen Nahi Tha Aur Bas Ap Hi Sahib e Mimbar Hain Ali Ya Ali Haider Haider

Mehraam Raaz e Yazdaan Ali Ayatain Keh Rahi Hai Dam Ba Dam Nuqta e Baye Quran Ali Kaha Ali Ali Suna Dawa Ali Shifa Ali Ata Ali Jaza Ali Sada Ati Hai Daar Se Dam Ba Dam Ali Ko Na Chorain Gain Rab Ki Qasam Kate YeZabaan Chahe Sar Se Ho Qalam Hatain Gain Na Peeche Kabhi Bhi Qadam Ali Wala Bola Yeh ZaireKhanjer Ali Ya Ali Haider Haider Ayat Kibriya Bas Ali Zeenat Mustafa Bas Ali AzmateKibriya Bas Ali Izzat Fatima Hai Bas Ali Kalam Haq Zabane Haq SirateHaqNishane Rab Ali Sadaye Rab Azaan Rab Ali Sonu SonuSonu Yeh Qole Nabi Ali Kay Dost Say Hai Khuda Ki Dosti Abuturaab Se RakheGa Jo Bhi Dushmani KhudaNeKehDiya Who Lanti Hai Lanti Yeh Jhoom Jhoom Kay Khum Main Bole Qambar Ali Ya Ali Haider Haider Waris Ambiya Murtaza Adam e Nooh Ka Paishwa Jalwa e Toor Ki Roshni Khizr o Ilyaam Ka Rehnuma Dua Ali Asar Ali Ali Asa Ali Hunar Ali Ali Fiza Ali Qadar Ali Ali Masiha Ka Bhi Hai Masiha Ali Zabih e Khuda Ki Yahi Zindagi Khalil Khuda HO Kay Musa Nabhi Ali Apne Ajdad Ka Bhi Ali Takallum Kaha Nabiyon Ne Aksar Ali Ya Ali Haider Haider


             

Download




Ku Baku (x2)
Ku Baku Hooohooo Hooohooo

Ku Baku
Ku Baku Hooohooo Hooohooo
Ku Baku
Ku Baku Hooohooo Hooohooo
Ku Baku

Jirra Jirraaaaah, Jirra Jirraaaah
Jirra Jirraaaaah, Jirra Jirraaaah

Jirra Jiiraa Ali Da Hubdaar Nai
Oh Nay Jannat Da Honra Hakdaar Nai

Laao Nara Ali Da

Ku Baku
Laao Nara Ali Da

Jirra Jiira Ali Da Hubdaar Nai
Oh Nay Jannat Da Honra Hakdar Nai

Laao Nara Ali Da
Ku Baku
Laao Nara Ali Da

Ku Baku

Laao Nara Ali Da

Nara Ali Da Yani Haq Dy Wali Da
Ku Baku
Laao Nara Ali Da

Haq Da Imaam Ali
Naayb E Rasool A

Haq Da Imaam Ali
Naayb E Rasool A

Baba Hasnain Da Ay
Sohar E Batool A
Kaaby Di A Shaan Ali
Zeenat A Azaan Ali
Deen Ty Imaaan Ali
Haq Di A Jaan Ali

Jy Na Murshid Ali Sarkar Nai

Oh Ny Jannat Da Honra Hakdar Nye

Laao Naara Ali Da
Ku Baku
Laao Nara Ali Da
 


Nara Ali Da Yaani Haq Dy Wali Da
Ku Baku
Laao Anra Ali Da

Ali Ali Kehnr Waaly
Walli Banr Jaandy Ny

Ali Ali Kehnr Waaly
Walli Banr Jaandy Ny

Shams Bittaai Laal Brri Banr Jaandy Ny

Ly K Sohnra Naam Ali Aakho Sar E Aam Ali
Haq Da Pyaam Ali Bolo Subho Shaam Ali

Jirra Mannda Ali Nu Sardar Nai

Jirra Mannda Ali Nu Sardar Nai

Oh Ny Jananat Da Honra Hakdar Nai

Lao Nara Ali Da

Ku Baku

Laao Nara Ali Da

Naara Ali Da Yani Haq Dy Wali Da

Maulaaaaa! Haaaaaaa….

Ku Baku

Laaao Naara Ali Da

Meray Maulaaa,

Dil Main Sajaya Hua Noori Darbar Ha
Meray Aaas Paas Mera Ali Sarkar Ha

Jesa Hoon Jahaan B Hu Ali He Sang Sang Ha

Ishq Ali Ny Kia Mujy Rang Rang Ha

Ali Ka Malang Hoon Main
Ali Ka Malang Hoon
Ali Ka Malang Hoon Main
Ali Ka Malang Hoon
Meray Dil Ka Sahara
Ali Ali
Meray Lab Py Ha Naara
Ali Ali
Haq Mola Hamara
Ali Ali
Haq Mola Hamara

Haq Mola Hamara
Ali Jiya Jag Utay Koi Bakamal Nye
Ali Jiya Jag Utay Koi Bakamal Nye

Ali Dia Takata Di Koi V Misaal Nai
Nabi Da A Veer Ali Jag Da Ameer Ali
Momina Da Peer Ali Sadda Dastageer Ali

Jaynday Dil Bch Ali Da Piyaar Nai
Jaynday Dil Bch Ali Da Piyaar Nai

Oh Ny Jannat Da Honra Hakdar Nai

Laao Naara Ali Da
Ku Baku
Laao Naara Ali Da

Naara Ali Da Yaani Haq Dy Walli Da
Ku Baku
Laao Naara Ali Da
Majma Si Haajiya Daaan, Khum Da Maidaan Si
Majma Si Haajiya Daaan, Khum Da Maidaan Si

Mann Kunto Maula Keeta Nabi Ny Ilaan Si
Maula E Jahan Ali Nabi Di A Jaan Ali
Shair E Yazdaan Ali
Shaah E Mardan Ali

Jira Karda Ali Da Iqraar Nye
Jira Karda Ali Da Iqraar Nye

Oh Ny Jannat Da Honra Hakdar Nai

Laao Narra Ali Da
Ku Baku
Laao Naara Ali Da
Allah Jaaanraaain…
Allah Jaaanraaain…

Allah Jaaanraaain
Allah Jaaanraaain
Wasda A Ali Saddy Sawan Bch
Zindagi Guzaar Di A Ali Di Chaawan Bch
Ali Da A Pyaar Assan Mangya Duaawan Bch
GOONJDA Jahan Bch Naara Ali Ali A
Masta Ty Malanga Da Guzaara Ali Ali A

Jaanrda A Haal Ali Sunrda Swaal
Ali Rakhda Khyaal, Ali Bara Lajpal
Ali Bara Lajpal

Jaanrda A Haal Ali Sunrda Swaal
Ali Rakhda Khyaal, Ali Bara Lajpal
Ali Bara Lajpal
Ali Bara Lajpal
Bara Lajjpal
Bara Lajjpal



      

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain Ali Sarhad e Kun Fukaa’n Khenchtey Hain Woh Daikho Palat ta Hai Maghrib Se Suraj Ali Waqt Ki Doriyan Khenchtey Hain Hai Jis Hath Main Murtaza Ki Sawari Usi Se Abuzar Jahan Khenchtey Hain Yeh Ale Muhammad Hain Ale Muhammad Jo Sajdon’n Say Haq Kay Nishaan Khenchtey Hain Likho Nooh Tum Panch Isme Ilahi Farishtey Abhi BadBaa’n Khenchtey Hain Pisar Mang Rahib Yeh Daite Rahaingain Sakhi Hath Apna Kahan Khenchtey Hain Qayamat Main Daikha Qayamat Ka Manzar Muqasir Ki Mesum Zaba’n Khenchtey Hain Yeh Sajdo’n Main Sher e Khuda Ki Kashish Hai Makaa’n Sey Suwe La Makaa’n Khenchtey Hain Yah Khaki Bashar Farsh e Aza Bicha Kar Zameen Ki Taraf Asmaan Khenchtey Hain Nuseri Muqasir Rahai Apni Had Main Woh Mola Ko Kyun Darmiyaan Khenchtey Hain Takallum Khuda e Sukhan kay Kalam Say Jabee’n e Imam e Zamaan Khenchtey Hain



 Mera rabt Bint e Nabi sey hai
Mujhe ishq Bint e Ali sey
Mujhay ishq unkey hai phool sey
Mujhay ishq unki kali sey hai
Meri chasm mein Dar e Sayyeda
Mera sar hai unki janaab hai
 
 Meray Jism o Rooh o ko aey Khuda
Zara is tarhaan sey tu paak kar
Kay main har gunaha sey door houn
Ho riza e Fatima par nazar
Yeh meray lieay kahein Fatima
Tu humaarey ghar ka gulaab hai
 
 Mujhay ishq hai tou Batool sey
Mujhay ishq hai tou Rasool sey
Mujhay ishq hai tou Ali sey hai
Mujhay ishq hai tou Hassan sey hai
Mujhay ishq hai tou Hussain se
Mujhay ishq chauda qamar se hai 


 Mujhay gar millay dar e Sayyeda
Karoon jaan o dil main wahin fida
Tha jo jazba Umm e Banin ka
Meray dil mein paida karey Khuda
Mujhay ishq unki gali sey hai
Mujhay ishq unkay chaman sey hai
Mujhay ishq unkay watan sey hai
Kay yeh kehna bhi tou savaab hai

 Chalo Mahum, Adeeya o Saania
Dar e Sayyeda pey jhukaaein sar
Suno Majid aisa amal hai yeh
Kay jo paak karta hai har nazar
Sunein Bibiyan kahein milkay sab
Yehi auraton ka nisaab hai

YA FATIMA (SA) YEH JAAN HAI FIDA! 



 
     

●Mehboob e Kibriya Ki Sakina Hai Fatima Quran Mustafa Ka Qaseeda Hai Fatima ●Dunya Ne Mushkilon Main Pukara Hai Ya Ali Haider Ne Muskilon Main Pukara Hai Fatima ●Kaaba Ho Ya Madina Najaf Ho Ya Karbala Malik Agar Ali Hai To Malka Hai Fatima ●Batla Rahi Hai Surah AlMaida Yahi Tune Hi Arsh Walon Ko Pala Hai Fatima ●Jiske Liye Khuda Ne Banaye Hai Do Jahan Usne Tujhe Duaon Main Manga Hai Fatima ●Darhi Se Saaf Karta Hai Chokat Ko Raat Bhar Salman Azmaton Ko Samajhta Hai Fatima ●Zeehsan Uske Hath Main Kyun Na Ho Kainaat Mola e Kainaat Ki Zoja Hai Fatima
        


سیدہ(س) فاطمہ(س) راضیہ(س) مرضیہ(س) سیدہ(س) فاطمہ(س) راضیہ(س) مرضیہ(س) ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے فاطمہ(س) اور خداّ کا پتہ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے فاطمہ(س) فاطمہ(س) فاطمہ(س) فاطمہ(س) سورہ قدر کا ترجمہ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے فاطمہ(س) اور علیؑ کا ستارا ملا دونوں معصوم کا زائچہ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے پنجتنؑ کی طرح جس میں مخفی ہے رب فاطمہ(س) کی قسم وہ ردا ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے آئی آواز جب استخارہ کیا فاطمہ(س) اور خداّ کی رضا ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے مریم و آسیہ ہاجرہ محترم پر محمدؐ تیری فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے قم نجف سامرہ مشہدو کاظمین جنتیں ہیں بہت کربلا ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے نزرِ مولاؑ ہمیں ہر جگہ پر ملی ہیں حرم مختلف زائقہ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے کتنی جنگیں ہوئی کفر سے دین کی لاپتہ ہیں بہت لافتیٰ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے فاطمہ(س) کے عدو پر تبرہ کرو یہ میری قوم کا فیصلہ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے یہ تکلم پڑھا ماں سے پہلا سبق پنجتنؑ پانچ ہیں اور خداّ ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے ایک ہے کبریاّ فاطمہ(س) ایک ہے


umm ul Baneen deen e khuda ka nisaab hai iski fazeelato ka bhala kab hisaab hai kaisay ihaata ho key samandar ka aab hai yani har sawaal ka bus ye jawaab hai hai iski bargah mey midhat guzaar chand isney Ali key ghar ko lagaye hai char chand Ghar may Ali kay aaaien tho pehla kiya ye kaam chaukaht pekad ke bint e Nabi ko kiya salaam boli kaneez aaii hai is ghar kay karney kaam dein izn aap aapkay ghar may karu qiyaam pardte huwi durood wo Zehra ki yaad mein baab e hawaijaat aagai sehn e muraad mein Zainab ke kaam kerna ibaadat samaj liya kacchay makaan ko deen ki imaarat samaj liya har gaam tang-dasti ko naiymat samaj liya mawla ki baat baat ko ayat samaj liya saaye ko inki apnay amaaa bolnay lagay zehra kay laadlay inhey maa bolnay lagay ek din wo din bhee aya ke tha jis ka intezaar Ghar mey Ali ka aagai Abbas e naamdaar shehzadi shukr karti thi khaliq ka baar baar khud arsh poochta tha kay hai kaun zee waqar umm ul baneen hai kaun si dawlat liye huway phaiy laai haat mawla Ali hai kahday huway mansab jahaa mey sabsay anokah mila inhe zehra ki khuwaisho ka khulasa mila inhe had hogai wafaao ka kaaba milah inhe beta nahi nabi ka nawasa milah inhe surat may apnay beta ki rab ka wali diya ye bibi wo hai jisney Ali ko Ali diya laikar pisar ko goud may Mawla kay phir kaha shaadi say pehela mai nay ye ek khawab deyka tha aya tha meri goud mey wo chaand arsh ka ab jaakay is kaneez pe ye raaz hai khula wo chaand kab tha aapka ka akkas aya tha madar sey milney khawab mey Abbas aaya tha Zehra ko unkay bayto ka hubdaar deydiya haider ko phirsay jafar e tayyar deydiya shabbar ko ek aur wafa daar deydiya shabbir ko tho fauj ka salaar deydiya yaad aaiga rasool key naaib ka bachpanap deykayinge panjetan abu Talib ka bachpana ghazi ko isney waada nibahna sikah diya sajjad isney deen ko bachana sikah diya bachpan mey ye alam ko utahna sikah diya nazaron sey dushmano ko daraana sikah diya battees saal tak wo jiya is jalaal say koi nazar mila nasaka iskay laal say



Jab main tasbeeh e Janab e Fatima(sa) perhnay laga Arsh tak perwaaz thi Allah o Akbar jab kaha Perh raha tha noor ik Subhana Rabi Al Aala Aur mere dil main thi yeh Al hamdulillah ki sada Hamd hai al hamd kay dil main baraye Fatima(sa) Bay kay nuqtay sa hain aaghaz e sanayae Fatima(sa) Ghar khuda ka hai kiya abaad Ali(as) nay to khuda Chahata hai kay Ali(as) ka ghar basaye Fatima(sa) Maqsad e mehraaj ik yeh bhi tha kay khud Mustafa(saw) Arsh tak chal ker khuda say lanay ayay Fatima(sa) Paas hai perday ka werna apnay haq k wastay Her nabi ka moujza ker kay dikhaye Fatima(sa) Kehti hain Eesa(as) ko Maryam(sa) dekh lo beta issay Mehdi(as) tak lay jayay ga yeh naqsh e payay Fatima(sa) Pooch ker Allah say Jibrael(as) nay sabit kiya Janta koi nai raaz e kissa e Fatima(sa) Woh Razi Allah bhi gar ho to uth sakta nai Jis kisi ko apni nazroon sa giraye Fatima(sa) Fatima(sa) kay dushmanoon per kerna phir Lanat Asad Uspay wajib hai jo khata hai ghizaye Fatima(sa)



Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Utri Hai Aj Fatima Zehra Zameen Per Kaisay Rahai Dimagh Zami'n Ka Zameen Per Jibreel Kis Se Poch Ke Layega Ayatain Zahra Yahin Hain Tu Bhi Thehar Jaa Zameen Per Khud Ake Degi Mout Suna Ran Ko Zindagi Han Zahra Bicha Rahi Hai Musalla Zameen Per Wo Jaa Rahi Hai Arsh Pe Zahra Ki Rotiyan Wo Aa Raha Hai Dehar Ka Surah Zameen Per Zahra Ne Khud Dua Ko Uthaye Hain Apne Hath Haan Abbas Tum Ko Ana Parega Zameen Per Haan Jannat Se Karbala Ka Pata Puchti Hui Adam Ke Sath Ai Hai Hawa Zameen Per Bekar Hai Yeh Isko Jahannum Mai Bhej Do Aray Ik Bhoj Hai Yeh Dushman e Zehra Zameen Per Hota Hai Asmaan Pe Tilawat Mai Wo Shumar Parhiye Jo Syeda Ka Qasida Zameen Per Taqseem Karti Fatima Zahra Ager Fidak Baqi Na Rehta Koi Bhi Bhuka Zameen Per Yeh Bhi To Mustafa Hai Taqallum Isi Liye Milta Nahi Batool Ka Saaya Zameen Per