Showing posts with label nadeemsarwanohay. Show all posts
Showing posts with label nadeemsarwanohay. Show all posts

Download

YEH KON HAI..
FALAK SARA LARAZTA HAI

YEH KON HAI
SABHI KA DIL DADHAKTA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 

YEH LAGTA HAI 
YEH LAGTA HAI 
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI 

ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ZAMEEN KA DIL DADHAKTA HAI
FIZA MAI SHOAR BARPA HAI
AADO KA DAM NIKALTA HAI
JARI YEH KON AATA HAI
ALAM KISKA UBHARTA HAI

YAZEDI FOJ MAI HALCHAL DILO PE KHOF CHAYA HAI
YAZEDI FOJ MAI HALCHAL DILO PE KHOF CHAYA HAI
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI

YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI

JO THI KARRAR KI HAIBAT WAHI ABBAS KI HEBAT
KHUDA K SHAI JESI HAI ALI K SHAIR KI TAQAT
WAHI CHEHRA, WAHI SERAT, WAHI JAZBA, WAHI JURRAT

ABHI AYA NHI LEKIN
ADO PE CHAH GAYI DEHSHAT
ABHI AYA NHI LEKIN
ADO PE CHAH GAYI DEHSHAT

MISAL E LAFATA SHABBIR KA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI

ABHI YEH SHOAR BARPA THA K GONJA HAIDARI NARA
MISAL E LAFATA GHAZI ACHANAK SAAMNE AYA
MUJHAY ABBAS KEHTAY HAIN JARI LALKAR KR BOLA
ALAMDAR E HUSSAINI HU GHULAM E WALA
(ALAMDAR E HUSSAINI HU GHULAM E WALA)

SADA DETA HUA YEH GHAZI E JARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

YAHAN TANHA DIL E HAIDER 
WAHAN LAKHO JAFA PEKAR
YAHAN BUS HATH MAI NEZA 
WAHAN TEGHO SINA KHANJAR
YAHAN SOOKHA HAI MASHKEZA
WAHAN SERAAB HAI LASHKAR
YAHAN SHOQ E SHAHADAT HAI
WAHAN SHOQEENE MAL O ZAR

MUQABIL MARHABO K SAHIB E KIRDAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

ADO SE CHEEN KAR DARYA
ALAM ABBAS NE GHADA
YAZEEDI FOJ MAI US DAM
ACHANAK SHOAR YEH UTHA
ARAY BHAGHO TARAEI SE
ALI AYA ALI AYA

PHIR USK BAAD DARYA PAR FAQAT GHAZI NAZAR AYA
(PHIR USK BAAD DARYA PAR FAQAT GHAZI NAZAR AYA)

JAFA *** BAN KAR MOAT KI LALKAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

BHARA JIS WAQT MASHQIZA
BADA YAAD AYI MASOOMA
LIYE PANI SUAY KHEMA
CHALA SAQQA SAKINA KA
PADHA JAB GIRD GHAZI K
YAZEEDI FOJ KA HALQA

KAHA ABBAS NE DIL ME SAKINA TUM NA GHABRANA
(KAHA ABBAS NE DIL ME SAKINA TUM NA GHABRANA)
ABHI LEKAR YEH MASHQIZA TERA GHAM KHAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM THAMAY HUSSAINI FOJ KA SALAR AATA HAI

ALAM GHAZI DILAWAR KA
JAB USK KHOON MAI DOOBA
BURIDA BAZU O WALA 
NA MASHQIZA BACHA PAYA
TADAPTA KHAQ PAR DEKHA
JO SHEH NE BHAI KA LASHA

WAFA KO NAZ HAI TUJH PAR
PUKAR E SAYEDAY WALA
(WAFA KO NAZ HAI TUJH PAR
PUKAR E SAYEDAY WALA)

KHUDARA PAS AB TERAY MERA SALAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI
ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI
YEH LAGTA HAI K JAISAY HAIDER KARRAR AATA HAI

ALAM BARDAR AATA HAI 
ALAM BARDAR AATA HAI

YEH KON HAI (ALAM GHAZI HUSSAIN)
YEH KON HAI (ALAM GHAZI HUSSAIN)
YEH KON HAI (ALAM GHAZI HUSSAIN)
YEH KON HAI (ALAM GHAZI HUSSAIN)
.....

ABBASS A.S...

#NS2022 #ALAMBARDAR #NadeemSarwar

Reciter: Nadeem Sarwar
Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar, Jawad Jafri & Dr Hilal Naqvi

TEAM SAFEER-E-AZA:

Team Leader: Asim Jaffri
Organising Team: Tajdar Hussain, Qamber Ali, Farhan Hussain, Adnan Jaffri, Uzair Rizvi, Kashif Jaffri, Qasim Jaffri, Nazish Jaffri & Farjad Haider.
Graphics Designer: Abu Talib
Social Media Management: Sheryar Raza
IT & Technical Support: Ali Abbas (Zain)

VIDEO PRODUCTION:

Director: Syed Jari Khushnood Naqvi
Video Concept: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Production Designer: Baazay Khan
Assistant Director: Syed Hassan Imam
Art Director: Junaid Hussain
Director of Photography (DOP): Asif Khan
Focus Puller: Shahrukh
Steadycam Cameraman: Faraz Alam
Post Producer: Salman Tehzeeb
Editors: Safeer Jaffri, Asad Ahmed & SA Production.
Colorist: Zia Ahmed & SA Production.
Graphics & Animation: Syed Shahbaz Ali Zaidi
On-Set Photographer: Omar Shamsi

Special Thanks & Acknowledgement: Barkat Ali Moosavi, Mehdi Moosavi, Baquer Rashti, Imran Abidi, Abbas Mirza & Ali Haider

Producers: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
A&R Producer: Ali Hussain
Record Label: Royall Records

Noha Lyrics

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Aaj Bhi Is Bekasi Par
Ro rahi hai Karabala

Aaj Bhi Is Bekasi Par
Ro rahi hai Karabala

Alqama Behti Rahi 
Alqama Behti Rahi 
Or Qafla Pyasa Raha
Qafla Pyasa Raha

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Pyasa Tha Teray Saamne
Pyasa Tha Teray Saamne
Kunba Rasoor s.w Ka
Aey Neher E Alqama

Aey Neher E Alqama Tera Mehman Tha Hussain a.s
Yu Teray Pas Reh K Bhi Usko Mila Na Chain
(Usko Mila Na Chain)

Tujhse Hai Yeh Gila
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Pyasa Tha Teray Saamne
Kunba Rasoor s.w Ka
Aey Neher E Alqama

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Khemay Thay Ehlibait Kay Kitne Teray Qareeb
Pyasay He Teray Saamne Wo Mar Gaye Ghareeb
(Wo Mar Gaye Ghareeb)

Roti Thi Karbala
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Aaj Bhi Is Bekasi Par
Ro rahi hai Karabala
Alqama Behti Rahi 
Or Qafla Pyasa Raha

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Mashqiza Jiske Hath Me Tha Dosh Par Alam
Sahil Pe Teray Aye Thay Abbas K Qada
(Abbas K Qada)

Rutba Tujhe Mila 
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Pyasa Tha Teray Saamne
Kunba Rasoor s.w Ka
Aey Neher E Alqama

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Sukhi Padi Thi Mashqe Sakina ... mai
Do Boond Pani Kya Na Tha Saari Khudai Mai
(Saari Khudai Mai)

Haye Tune Yeh Kya Kiya 
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Aaj Bhi Is Bekasi Par
Ro rahi hai Karabala
Alqama Behti Rahi 
Or Qafla Pyasa Raha

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Ik Baksi Se Ahle Haram Par Tamam Ki
Kitni Udas Shame Ghareeban Ki Shaam Thi
(Ghareeban Ki Shaam Thi)

Ay Wa Musibata
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Pyasa Tha Teray Saamne
Kunba Rasoor s.w Ka
Aey Neher E Alqama

Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Noho Mai Hai Jo Tajkira Ay Alqama Hilal
Charo Taraf Hai Aaj Bhi Ik Matame Malal
(Ik Matame Malal)

Jari Hai Yeh Aza
Aey Neher E Alqama
Aey Neher E Alqama

Aaj Bhi Is Bekasi Par
Ro rahi hai Karabala
Alqama Behti Rahi 
Or Qafla Pyasa Raha

Qafla Pyasa Raha
(Qafla Pyasa Raha)

Noha Lyrics

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Chalta Rahe Ye Karwan

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Chalta Rahe Ye Karwan, Chalta Rahe Ye Karwan
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barta Rahe Ye Karwan

Yeh Carvan Hai Al’e Azha Ka, Yeh Carvan Hai Karbobla Ka
Sir Py Alam Hai Shah-e-wafa Ka , Yeh Silsla Hai Sabaro Riza Hai
Jab Tk Yeh Kam Ho Mola Ka Gham Ho
Gham Ye Na Kam Ho Har Ankh Nam Ho

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan

Is Karvan Ka Hussain Rehbar Shamil Hai Es Main Sheh Ky 72
Jin O Malik B Chalty Hain Mil Ky Shamal Hain Hum B Adna Sy Nokar
Bazam Aza Rahe Wafa Hia Sab Ki Sada Hai Sab Ki Dua Hai
Roshan Rahe Yeh Kehkeshan Barta Rahe Ye Carvan

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho 

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho 

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan

Salam Tum Per Hussain Walo Ey Azadaro Ah Gham Gusaro
Ali-o-zahra Ky Jaanisaro Ishq Nabi Ky Roshan Sitaro
Ay Pursadaro Ay Soog Waro Ghazi Ky Pyaro Sheh Ky Dularo
Tum Py Ho Khuda Ho Mehraban Chalta Rhae Karwan

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho ..

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan

Hussain Mola Ka Qafla Hai Majlis-o-matam Ka Silsila Hai
Nabi Ky Ghar Ka Yeh Tazkra Hai Hussaiyat Ka Hami Khuda Hai
Ya Rasool Allah Ya Nabi Allah Hum Sab Ky Aqa Daman Tumra
Hussaino Ka Shaiban Chalta Rahe Karwan

(Ya Mola)

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan

Hussain Ka Gham Zinda Rahe Gah Matam Zamana Karta Rahe Gah
Farsh Azha To Bechta Rahe Ga Hussaini Perchanm Uncha Rahe

Yah Azadari Yeh Pursa’dari Ghar Ghar Hai Jari Qiryia Or Zari
Noha’kuna Hai Do Jahan Chalta Rahe Ye Karwan

(Karwaaan)

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan

Kya Shan Ho Gi Is Karwa Ki Jab Ho Gain Shamil Imam E Mehdi
Sharf E Zariat Ho Ga Hamin B Matam B Ho Ga Majlis B Ho Gi
Hum Dein Gy Purca Karbobla Ka Harby Khita Ka Harby Reyta Ka
Mola B Ho Gain Darmiyan Chalta Rahe Ka Qarwan

Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho
Seeno Main Gham Ho, Sir Pey Alam Ho

Barta Qadam Ho , Matam Naw Kam Ho
Chalta Rahe Ye Karwan, Barhta Rahe Ye Karwan...

#ChaltaRaheKarwan

Reciter: Nadeem Sarwar
Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar & Jawad Jafri

NohayAudioVideo/Lyrics
Hazrat Imam Hussain asDownloadLyrics
Ya Ghazi (Ali Jee)DownloadLyrics
Jana Hai Krabala (Ali Shanawar)DownloadLyrics
Chalta Rahe KarwanDownloadLyrics
Jan E SakinaDownloadLyrics
Jawan Ali AkbarDownloadLyrics
Aey Neher E AlqamaDownloadLyrics
Alam BardarDownloadLyrics
Ja Ali AsgharDownloadUpcoming
coming soonUpcomingUpcoming
coming soonUpcomingUpcoming

"Gunj raha hai bus ek naam, Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam"

#HazratImamHussainAS #nadeemsarwar2022 #ns2022

Nadeem Sarwar - Hazrat Imam Hussain AS (43rd Volume)

Nadeem SarwarReciter: Nadeem Sarwar
Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar, Jawad Jafri & Dr Hilal Naqvi

AUDIO PRODUCTION:

Chief Audio Engineer: Muhammad Omar Qureshi
Assistant Audio Engineers: Owais Qureshi & Hassan Qureshi
Special Co-Operation & Acknowledgement: Muhammad Ishaq Nazir
Audio Recording & Structuring: Royall Records Studios (Sydney, Australia)
Backing Vocals: Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan, Ghulam Abbas, Ali Shanawar & Ali Jee

TEAM SAFEER-E-AZA:

Team Leader: Asim Jaffri
Organising Team: Tajdar Hussain, Qamber Ali, Farhan Hussain, Adnan Jaffri, Uzair Rizvi, Kashif Jaffri, Qasim Jaffri, Nazish Jaffri & Farjad Haider.
Graphics Designer: Abu Talib
Social Media Management: Sheryar Raza
IT & Technical Support: Ali Abbas (Zain)

VIDEO PRODUCTION:

Director: Syed Jari Khushnood Naqvi
Video Concept: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Production Designer: Baazay Khan
Assistant Director: Syed Hassan Imam
Art Director: Junaid Hussain
Director of Photography (DOP): Asif Khan
Focus Puller: Shahrukh
Steadycam Cameraman: Faraz Alam
Post Producer: Salman Tehzeeb
Editors: Safeer Jaffri, Asad Ahmed & SA Production.
Colorist: Zia Ahmed & SA Production.
Graphics & Animation: Syed Shahbaz Ali Zaidi
On-Set Photographer: Omar Shamsi

Special Thanks & Acknowledgement: Barkat Ali Moosavi, Mehdi Moosavi, Baquer Rashti, Imran Abidi, Abbas Mirza & Ali Haider

Producers: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
A&R Producer: Ali Hussain
Record Label: Royall Records

All rights reserved by Nadeem Sarwar & Royall Records.
- Hazrat Imam Hussain AS (43rd Volume)