Ali Ali Mola Ali. Mushkilen hoti nahi Hain samne mere khadi Hai Padhi Naade Ali, jab bhi zarurat aa padi Isliye shukre khuda, meri zaba ko har ghadi Ya Ali mushkil kusha kehne ki aadat ho gayi Bas yehi aadat hifazat ki zamanat ho gayi Ya Ali Mushkil Khusha Kehne Ki Aadat Ho Gyi.. Bus Yahi Aadat Hifazat Ki Zamanat Ho Gyi. Mil Gayi Is Ghar Baitullah Hone Ki Sanad Khana e Kaaba Me Haider Ki Wiladat Ho Gayi Rang Chehre Ka Uda Jiska Ali Ke Zikr Se.. Bss Samjh Lena Khuda Ki Uspe Laanat Ho Gyi.. Ya Ali Kehke tha soya chain se bistar pa mai.. Band Aankho se bhi quraa'n ki tilawat ho gyi.. Mene darwaze pa likh rakkha hai name Murtaza Mutmain me ho gaya ghar ki hifazat ho gayi Ab nahi soyega bhukha shehre kufa me koi Ho gaya elaan haidar ki hukumat ho gayi Jisne Pala Hai Nabi Ko Usko Kafir Keh Diya Aql ke Andho'n Ye Tauheene Risalat Ho Gayi Zulm ne majboor hokar kaat di aakhir zaba'n Kis qadar misam tere lehje ki haibat ho gayi Roza e Shabbeer Pe Sare Farishte Aa gaye Jab Suna Ki Farsh Par Tameer Jannat Ho Gayi Door Rehne Ka Sabab Hai Majlis e Shabbeer Se, Ilm Bhi kam Ho Gaya Tehzeeb Rukhsat Ho Gayi. Hashr me pohncha me jab naade Ali padhta hua Aayi kaano me sada teri shafa'at ho gayi. Dushmane Haider Tu Apni Maa se ye to puchle.. Kab kahan kaise Amanat me khayanat ho gyi.. Mid.hate Haider ka Safdar ko sila mil hi gya.. Saari Duniya me Hasan Jafar Ki Shohrat Ho gyi...

0 Comments:
Please do not enter any spam link in the comment box.