umm ul Baneen deen e khuda ka nisaab hai iski fazeelato ka bhala kab hisaab hai kaisay ihaata ho key samandar ka aab hai yani har sawaal ka bus ye jawaab hai hai iski bargah mey midhat guzaar chand isney Ali key ghar ko lagaye hai char chand Ghar may Ali kay aaaien tho pehla kiya ye kaam chaukaht pekad ke bint e Nabi ko kiya salaam boli kaneez aaii hai is ghar kay karney kaam dein izn aap aapkay ghar may karu qiyaam pardte huwi durood wo Zehra ki yaad mein baab e hawaijaat aagai sehn e muraad mein Zainab ke kaam kerna ibaadat samaj liya kacchay makaan ko deen ki imaarat samaj liya har gaam tang-dasti ko naiymat samaj liya mawla ki baat baat ko ayat samaj liya saaye ko inki apnay amaaa bolnay lagay zehra kay laadlay inhey maa bolnay lagay ek din wo din bhee aya ke tha jis ka intezaar Ghar mey Ali ka aagai Abbas e naamdaar shehzadi shukr karti thi khaliq ka baar baar khud arsh poochta tha kay hai kaun zee waqar umm ul baneen hai kaun si dawlat liye huway phaiy laai haat mawla Ali hai kahday huway mansab jahaa mey sabsay anokah mila inhe zehra ki khuwaisho ka khulasa mila inhe had hogai wafaao ka kaaba milah inhe beta nahi nabi ka nawasa milah inhe surat may apnay beta ki rab ka wali diya ye bibi wo hai jisney Ali ko Ali diya laikar pisar ko goud may Mawla kay phir kaha shaadi say pehela mai nay ye ek khawab deyka tha aya tha meri goud mey wo chaand arsh ka ab jaakay is kaneez pe ye raaz hai khula wo chaand kab tha aapka ka akkas aya tha madar sey milney khawab mey Abbas aaya tha Zehra ko unkay bayto ka hubdaar deydiya haider ko phirsay jafar e tayyar deydiya shabbar ko ek aur wafa daar deydiya shabbir ko tho fauj ka salaar deydiya yaad aaiga rasool key naaib ka bachpanap deykayinge panjetan abu Talib ka bachpana ghazi ko isney waada nibahna sikah diya sajjad isney deen ko bachana sikah diya bachpan mey ye alam ko utahna sikah diya nazaron sey dushmano ko daraana sikah diya battees saal tak wo jiya is jalaal say koi nazar mila nasaka iskay laal say
Salam Umm Ul Baneen (sa) Lyrics - Mir Sajjad Mir Manqabat 2021 - Bibi Umm ul Baneen 2021
Published on: February 06, 2021

0 Comments:
Please do not enter any spam link in the comment box.