Showing posts with label MANQABAT. Show all posts
Showing posts with label MANQABAT. Show all posts


Eid al-Ghadir Manqabat 2023


Isi Ke Sath Jeena Hai
isi Ke Sath Marna Hai×2

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai
Maru'n Mai Ya Rahu'n Zinda Ali Ke Sath Rehna Hai

1)Ghadeer E Qum Mein Jisne Apna Mana Tha Use Moula
Jamal mai jo bhi Hyder Ki Wilayat se Nahi Mukhra
Woh Mehshar Me Bhi Bolega
 Ali Ke Sath Rehna Hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

2)Hawala Hai Hadis e  Sarwar E Alam Mohammed Ka
Udhar Haq Jaega Jaega Jis Janib Mera Moula
Padha Haq Goh ne Yeh Kalma
Ali ke sath rahna hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

3)Ali Pehla Makeen Iska Ali Ka Hai Yeh Pehla Ghar
Ayan Karta Hai yeh Kabe Ki iss Deewar Ka Manzar
Sadayen Deta Hai Kaba
Ali ke Sath rahna hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

4)Hain Salman O Abuzar Meesam O Qambar Ke Yeh Daawe
Chadaye Koi Sooli Par Zaban Kaate Ya Sar Lele
Aqida Sab Ka Hai Kehta
Ali ke sath rahna hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

5)Utha ke Dekhlo Tareekh Tum Haq O Sadaqat Ki
Gawahi Haq Paraston Ne Hai Di Unki Wilayat Ki
Har Ek Haq Aashna Bola
Ali ke sath Rahna hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

6)Padhi Jab Aya-e- Tatheer To Itna Samaj Aya
Khuda Ne Har Najasat Ko Ali Se Door Hai Rakha
Munafiq Keh Nahi Sakta
Ali Ke Sath Rahna Hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

7) Ali Qur'an Ka Dil Hai Ali Qur'an Ki Manzil
Ali Qur'an Ka Hafiz Ali Qur'an Ka Aamil
Yehi Quraan Hai Kehta
Ali ke sath rahna hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

8) Deher Me Bhi Ali Ka Dar Mila Unki Jabino Ko
Shanawar Aur Ye Aamir Ali Waley Hai Dono Ko
Lehed Ho Ya Ho Woh Oqba
 Ali Ke Sath Rehna Hai

Yahi Meesam Ka Hai Kehna Ali Ke Sath Rehna Hai×2

Isi Ke Sath Jeena Hai
isi Ke Sath Marna Hai×2


 

Download


Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s

Peer Mera Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Najaf Ho Madina
Wo Dil Ho Ya Seena

Ali Ali Ali Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Bighdi hui taqdeer badalta bhi Ali hai
Khaliq k isharo ko samjhta bhi Ali hai
Sooraj ko isharo se palatta bhi Ali hai
Khuda hai kisi ka, Kisi ka hai Mola

Ali Ali Ali Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Badal k gharajne mai bhi lehja bhi Ali ka
Dharti k laraznay mai bhi lehja bhi Ali ka
Meraj k parday mai bhi lehja bhi Ali ka
Ali hai bhala ka samjh mai na aya

Ali Ali Ali Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
 
Muhkil meri taal raha hai mera mola
Sunta hai meri har ak dua mera mola
Har waqt mere sath khada hai mera mola
Wohi hai sahara, usi ka mai banda

Ali Ali Ali Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Tara bhi salami k liye ata hai dar par
Qurban zamana hai teri ak nazar par
Tum khas nazar mola rakho mere ghar par
Musibat ko Talay, Mujhay tu bacha lai

Ali Ali Ali Ali Ali a.s
Ali Ali Ali Ali Ali a.s

Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s
Ali Ali, Ali Ali Haider a.s





Download

من کنت مولا
فھذا علیٗ مولا مولا
من کنت مولا
غدیرِ خم یہ پیغمبر کا یہ اعلان ہیں
علی مولا ہیں سب کے رب کا یہ فرمان ہے من   کنت مولا
ممبر سے یہ احمد ، مرسل  دیکھ رہے ہیں منظر
کتنوں کا چہرا اُترا ہے اعلانِ ولایت سن کر
آج خوشی سے جھوم اٹھے ہیں ابوزر ، سلماں و قمبر
کہتے ہیں مولا ہمارا علی ہے
جلنے لگا کوئی ، خوش ہو گیا کوئی
گونجی صدا یہی دم دم علی علی
فرمان یہ جو جھٹلائے گا
وہ سیدھا جہنم جائے گا
یہ سب سے  نبی نے بولا
من کنت مولا
فھذا علیٗ مولا مولا
من کنت مولا
خوشیاں مناؤ ، گھر کو سجاؤ مولا علی کے پیاروں
آج مکمل دین ہوا ہے جشن مناؤ یاروں
اپنی قسمت کو چمکاؤ اے قسمت کے ماروں
صدقہ علی کا خدا مانگتا ہے
یہ مظہرِ خدا ، یہ نادِ انبیاء
ایسا کوئی نہیں،یہ سب سے ہے جدا ہی نورِ خدا ، یہ نازِ نبی
احمد کا وسیع ، ہے شیرِ جلی
یہ دونوں جہاں کا مولا
من کنت مولا
فھذا علیٗ مولا مولا
من کنت مولا
ایسی ویسی عید نہیں یہ عید ہے مردوں والی
یہ پہچان کراتی ہے کہ کون ہے اصل حلالی، اس کی رونق سب سے الگ ہے   ، اس کی شان مثالی
سب سے بڑی عید ہے مومنوں کی
یہ دن کمال ہے  ، یہ دن ولایتی
خوشبو ہے چار سو ، عیدِ غدیر کی
سانسوں میں بسا ہے نادِ علی
رب اس کی محبت دل میں بسی
ہر مومن کا دل بولا
من کنت مولا
فھذا علیٗ مولا مولا
من کنت مولا
میری ہر فکر میں ہر سوچ میں ہر بات میں تو
میرے لہجے میں ہر انداز میں گفتار میں تو
میرے اظہار میں انکار میں اقرار میں تو
میرے ظاہر میں ہے ، باطن میں ہے بس  تو ہی تو
 



FAATAHE KHAYBAR, NAFS E PAYAMBAR, SAAQI E KAWSAR ALI ALI ALI ALI HAIDER (x3) SHAAHE MARDAA’n MOLA ALI HAI’n SHERE YAZDAA’n MOLA ALI HAI’n DEE’n KA NIGEHBAA’n MOLA ALI HAI’n WAARIS e QURA’n MOLA ALI HAI’n SAB SE AALA SAB SE BARTAR SAB SE BEHTAR ALI ALI KAABE ME JAB AAYE HAIDER LEKE MUHAMMAD NIKLE JO BAAHAR KEHNE LAGE KUCH LOG YE AAKAR KAUN HAI YE BATLAAEGA AJDHAR CHEER DIYA AJHDAR KO ALI NE BOLE PAYAMBAR ALI ALI KYA HAI FAZEELAT KYA HAI RUTBA AAWO SUNO MERAAJ KA QISSA ARSH PE POHNCHE PYAARE AAQA JAB AAGHAAZ HUWA BAATO’n KA AAQA NE JAB LEHJA SUNA TO AAGAYA LAB PER ALI ALI LAKHT E ABU TALIB ABDULLAH NAAM ALI KA MASHALLAH YE ASADULLAH YE AYNULLAH MOJIZE ISKE SUBHANALLAH RAAH DIKHAE MURDE JILAAE MAARKE THOKAR ALI ALI AAQA KA FARMAN YEHI HAI MERA WASI TO SIRF ALI HAI HUMNE NABI KI BAAT SUNI HAI HUBBE ALI HI DIL ME BASI HAI GUNJ RAHA HAI HAR AASHIQ KE QALB KE ANDAR ALI ALI BHOOL HAI YE AY SHAYKH TUMHARI LAKH RAKHO KOSHISH TUM JAARI ZIKR E ALI HAI JAAN HUMAARI BANDH HO CHAAHE DUNYA SAARI RUK NA SAKEGA ZIKR ALI KA GUNJEGA GHAR GHAR ALI ALI NAAM E ALI IMAAN BANADE HAR MUSHKIL AASAAN BANADE NOKAR KO SULTAN BANAADE DHARTI KI PEHCHAN BANAADE ISHQ E ALI ME DOOB GAYA TO BOLA QALANDAR ALI ALI ISHQ E NABI IMRAN KA BETA HAI ZEESHAN O KARIM YE MOLA DONO JAHAA’n HAI SADQA ALI KA HUKM PE ISKE CHALTI HAI DUNYA ISHQ E ALI ME BOL RAHE HAI’n MESUM O QAMBAR ALI ALI