Jo Ali Tak Na Pohnche Who Kahan Jaye Aur Kis Tak Pohnche? Khuda Ki Qasam Ali Tak Pohncna Wala Hi Khuda Tak Pohncta Hai Ali Arsh Ala Kay Mehwaro Markaz Hain Hamari Takhleeq Ki Wajah Hai Ali Na Khuda Hain Na Bashar Hai Aur Na Hi Farishta Balke Abad Tak EkRaaz Hai Aur Moama Hain Ali Abu Turaab Aur AbulHasan Hain Khuda Ne Mairay Dil Par Ali Likh Diya Hai Yaqeenan Ali Hi Mairay Ameer Hain Ya Ali Is Kainaat Ki Wajah ETakhleek Ap Hain Zameen ParRehtain Huwe Bhi Asmano Ko Rizq Daine Wale Hain Ap Shio n Ki Izzat Wa Sarbulandi Ki Wajah Ap Hai Ap KaNaa Azaan KiRooh Aur Rukn Hai Ap Kay Ilawa Koi Dusra Fatiha KhyberNahi Hai Ali Ya Ali Haider Haider Bad r o Khandaq Ka Fatihe Ali Hain Khuda Ki Qudrat Mutlaq Ali Hain Fatima Nay Dushmano Kay Samne Kahan Ali Haq Hai n Ali Haq Hain Ya Ali Deen Kay Asl Hadaf Hain Ya Ali Kaabe Kay Liye Sharaf Hain Shehanshah e Najaf Ap Hain Ap Kay Siwa Koi Saqie Kausar Nahi Tha Ap Kay IlawaKoi Khyber Ka Shar Nahi Tha Ap Kay Bagair Jis Se Behtar Koi Aur Nahi Tha Ap Kay Siwa Paighambar Ka Koi Jansheen Nahi Tha Aur Bas Ap Hi Sahib e Mimbar Hain Ali Ya Ali Haider Haider
Mehraam Raaz e Yazdaan Ali
Ayatain Keh Rahi Hai Dam Ba Dam
Nuqta e Baye Quran Ali
Kaha Ali Ali Suna
Dawa Ali Shifa Ali
Ata Ali Jaza Ali
Sada Ati Hai Daar Se Dam Ba Dam
Ali Ko Na Chorain Gain Rab Ki Qasam
Kate YeZabaan Chahe Sar Se Ho Qalam
Hatain Gain Na Peeche Kabhi Bhi Qadam
Ali Wala Bola Yeh ZaireKhanjer
Ali Ya Ali Haider Haider
Ayat Kibriya Bas Ali
Zeenat Mustafa Bas Ali
AzmateKibriya Bas Ali
Izzat Fatima Hai Bas Ali
Kalam Haq Zabane Haq
SirateHaqNishane Rab Ali
Sadaye Rab Azaan Rab Ali
Sonu SonuSonu Yeh Qole Nabi
Ali Kay Dost Say Hai Khuda Ki Dosti
Abuturaab Se RakheGa Jo Bhi Dushmani
KhudaNeKehDiya Who Lanti Hai Lanti
Yeh Jhoom Jhoom Kay Khum Main Bole Qambar
Ali Ya Ali Haider Haider
Waris Ambiya Murtaza
Adam e Nooh Ka Paishwa
Jalwa e Toor Ki Roshni
Khizr o Ilyaam Ka Rehnuma
Dua Ali Asar Ali Ali
Asa Ali Hunar Ali Ali
Fiza Ali Qadar Ali Ali
Masiha Ka Bhi Hai Masiha Ali
Zabih e Khuda Ki Yahi Zindagi
Khalil Khuda HO Kay Musa Nabhi
Ali Apne Ajdad Ka Bhi Ali
Takallum Kaha Nabiyon Ne Aksar
Ali Ya Ali Haider Haider
0 Comments:
Please do not enter any spam link in the comment box.