Aye Mere Imam Lyrics - Karbalai Brothers Manqabat 2021 - 15 Shaban Manqabat

Ap par durood aur salam ayw mere imam as Bas yahi sada hai subh o shaam aye mere imam as Arahy hain ap chal rhi hai ye khabar Khana e khuda pay hai tiki hui nazar Saj rahy hain rastay tamam Har nafas tujhay mera salam arz hai Mei tou kia hun har nabi wali py farz hai Dou jahan mei tera ehteraam Dou jahan ki badshah teri zaat hai Tu hai uska hath jou khuda ka hath hai Teray hath bayaetein tamam Is liye tumhara intezar hai shadeed Sar uthaye phir rahy hain waqt kay yazeed Aa kay un sy lijiye inteqam khana e khuda ko qaid sy churaiye Mola jald aiye ab aa bhi jaiye Le kay zulfiqar be nayaam Mangty hain aur yun zahoor ki dua Dekhna hai hum ko inteqam e karbala Chahy phr hou zindagi tamam choomtay hain paon akay taray apkay Chal rha hai dekh kay isharay apkay Sari kainaat ka nizaam wasf sab haseen hassan kay naam hogye Takht o taaj mir kay ghulam hogye Jab sy wou hua tera ghulam
Categories:
Similar Posts

0 Comments:

Please do not enter any spam link in the comment box.