Rok Na Tu Rahwar Lyrics - Nadeem Sarwar Noha 2023 / 1445

 
 
 

Rok Na Tu Rahwar 
 
 
 Haye Hussain Ya Hussain Haye Hussain
Jab maktal ko majlum chala  
Zainab Ne Lagam ko Tham liya
Tujhe Jaane Do Dil nahin karta
Bin Tere Jiyu Dil Nahi Karta
Maula Ne Kaha Mujhe Jana Hai

Mujhe Vada bahan nibhaanaa hai
na lashkar Na Garbar Raha
Tu Ujad Gai main Ujad Gaya
han Nahin Lagada Dil Mera
Mera Na Koi ghamkar

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Mil Veer ko Aakhiri vaar (3)

 Mera lashkar Raha Na salar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)

Haye Hussain Ya Hussain
Haye Hussain Ya Hussain

Aao Bahana Zenab aao
Mere Sine Se Lag Jao
beti Ali ki na ghabrao
aao meri Aas bnao
Na Hoga Ab Milna

Mujhe Dekh Le Aakhri bar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Mera lashkar Raha Na salar

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Haye Hussain Ya Hussain
 Haye Hussain Ya Hussain
 
Main Pardesi Allah Rasi
 Main Hun Aur Meri Tanhai
 Jaati Hai Ab Meri Sawaari
 Mera Khuda Ho Mujhse Razi
 Main Tanha Main Pyasa

Mera lashkar Raha Na salar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)
 Mil veer ku Aakhri var

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Haye Hussain Haye Hussain
Haye Hussain Haye Hussain

Aaya Chah ke sheher Madina
Lutiya Mera Pak Safina
Dil Tukde Zakhmi Hai Sina

baad Akbar Ke Main Nahin Jina
Nahin Lagda Dil Mera
na lashkar Raha Na Salar

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Haye Hussain Haye Hussain
Haye Hussain Haye Hussain

bad mere Masoom Sakina
Yad Karegi Mera Sina
Mujhse Milegi ab vah kabhi na
Mushkil Hoga uska Jina
Meri Pyari han Meri Beti

Haan
Mere Sine Pe Soi Har Bar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)

Mil veer ku Aakhri var
Zainab rok na Tu rahwaar (2)

Haye Hussain Haye Hussain
Haye Hussain Haye Hussain
 baad mere oo wela Aana

 Siir tou kardaan shimaar lahanda
Qaidyaan wala zewar pahdaan
Qaidi ho Kay shaam nu janna
Baazaraan ,Darbarran, tu vanjhadna sung beemar

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
na lashkar Raha Na Salar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)
Haye Hussain Haye Hussain
Haye Hussain Haye Hussain

Mera ek Paigam Hai Bahana
mere ajaadaaron se Kahana
Jab Bhi Thanda Pani pina
Piyasay Hussain  Ki Pyas per Rona
han ghar ghar taa mehshar
Mujhe royenge puray saidaar

Zainab rok na Tu rahwaar (2)
na lashkar Raha Na Salar
Zainab rok na Tu rahwaar (2)

Hii Hussain hii Hussain
Hii Hussain hii Hussain
Rok na Tu rahwaar...
 
 
 
 
 
 
 
 
 
#NS2023 #RokNaTuRahwar #nadeemsarwar  


Reciter: Nadeem Sarwar
Composition: Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar & Jawad Jaffri
Similar Posts

0 Comments:

Please do not enter any spam link in the comment box.