Ali Sher E Khuda Lyrics Sibtain Haider Rajab Manqabat 2022


Ya Ali Ali, Ali Ali Mola Ali
Ya Ali Ali, Ali Ali Mola Ali

Haider Haider 
Haider Haider 

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Saray Waliyo ka yeh hai kehna
Saray Waliyo ka yeh hai kehna
Mushkiloo mai oliya ne roziya ne di sada

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

13 Rajab ayi to muskura k keh raha tha yeh kaba
(Ali Ali Mola)
Sultan-e-Alam ne aalam ne kabay mai aak mujhko Qibla banaya

Kitna haseen mola yeh samaa hai
(Kitna haseen mola yeh samaa hai)
Kar raha hai khana-e-kaba Ali teri sanaa

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Deewar-E-Kaba mai Rab-e-Jari ne isliye dar banaya
(Ali Ali Mola a.s)

Yeh ghar mera bus ali k liye hai sub jahan ko bataya

Shair-E-Khuda bus tera laqab hai
(Shair-E-Khuda bus tera laqab hai)
Jisse tu razi hua usse khuda razi hua

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Aaghosh mai mustafa ki Ali ne jis ghadi ankh kholi
(Aaghosh mai mustafa ki Ali ne jis ghadi ankh kholi)
(Ali Ali Mola)

Manzar yeh dekha to Bint-e-asad ne, Bus yehi baat boli
Dono jahan k hain aap aaqa Aap par nisar hai mera Ali-ul-Murtaza

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Yeh Har Ghadi har jagah aam teri zikr krta rahay ga
(Ali Ali Mola)
Kat jaye chahe zubaa uski lekin, Zikr krta rahay ga

Hai Faisla yeh teray muhib ka
Hai Faisla yeh teray muhib ka

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Ya Ali Ya Ali Ya Ali Mushkil kushah
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Sher-E-Khuda

Haider Haider ..





Categories:
Similar Posts

0 Comments:

Please do not enter any spam link in the comment box.